शहद-आमेज़ आवाज़ (Shahd-aamez aawaaz)

मोगरा फूल और इसके पत्ते के फायदे ...
(Original poetry by @kaunquest)

शहद-आमेज़ आवाज़.. मीठे अलफ़ाज़
वो करे बात तो दिल शाद.. चमन आबाद

Shahd-aamez aawaaz, miTte alfaaz
vo kare baat to, dil shaad, chaman aabaad

Shahd-aamez=honey mixed
alfaaz=words
shaad=cheerful

(image of mogre ke phool a tribute to gulzar's beautiful lines, लब हिले तो मोगरे के फूल खिलते हैं कहीं )

Comments

ADAB qibla,

Umeed hai kharyat say hongay. Aur aap ke blogswara ka sun ker bohat khusee howee. Main ab tak ap ka geet nahee sun saka due to software poblem but i ll give it a listen soon. Umeed aap ke shahd bharee awaz kanoon main rus ghol de gee:)

Aik ghazak aap ke nazar hai, IT's a sarcastic ghazal i hope you will like the tone,

Dulruba cheron pe dil aap he phanika kejye

Husn-e-bay sabaat ke aap he puja kijye
(hus-e-bay sabat--mortal beauty)


Hogaya hai gul fana , haal-e-bulbul daikhye

Kuch dair ko khud ko zara bulbul tassawur kijye (tassawur--imagine)



Tishna labee ka ghum, ab zara na kijye

Nachor ke daman zara , mashroob-e-ashk pijye

(mashroob--drink)


Pancheeyon ke ghol se lilah sabaq kuch sihkye(pancheeyon--birds)

howa gharoob aftab-e-ishq , ab ghar ka rasta lejye

(aftab---sun)
Cheron ke is hujoom main khud ko tanha na kijye (cheron--faces)

Bairukhee mahtab ke taaron se sehna sikhye.

(mahtaab--moon)

By: HAJR
Kaunquest said…
Hello Faran, thank you. Hope you got to listen to blogswara. I have not sung any songs (aisi galti kabhi nahin karuunGa, aur log mujhe karne bhi nahin denge ;))

Mazaa aaya ye a Parke. BaDiyaa :)
You should keep writing
Dawn said…
Wha ....vo kare baat to, dil shaad, chaman aabaad

kya baat hee baat hai janab....maza aagaya parhkar...
daad kabool farmayein aur zara aur jiyaada...nazar aayein ;)
Cheers

Popular Posts