हज़ार लकीरों में (Hazaar lakeeron mein)
हज़ार लकीरों में वजूद-ओ-हस्ती है
आवारा खयालों से जंग इक जारी है
मशाल-ए-वफ़ा से ये राह तो रौशन है
हर मोड़ पे बुत कोई इस आग में जल्ता है
फकीरों सी फितरत है.. इबादत तो आदत है
इश्क़ की गलियों में देर-ओ-हराम अपनी
हर जाम की बात अलग.. नशे की हर रात अलग
पीने से जो बढ़ जाए कुछ ऐसी प्यास अपनी
(Original poetry by @kaunquest)
hazaar lakeeron mein wajood-o-hasti hai
aawaara khayaalon se jung ik jaari hai
mashaal-e-wafaa se ye raah to raushan hai
har mod pe but koii is aag mein jaltha hai
Fakeeron si fitrat hai, ibaadat to aadat hai
ishk ki waadi mein der-o-haram apni
Har jaam ki baat alag, nashe ki har raat alag
peene se jo baD jaaye kuch aisi pyaas apni
Comments
aakhri sher accha laga lekin phir aisa laga ke apni ke baad hai hona zaroori nahi hai???
Cheers
@dawn, nahin to. This usage is there in some songs i have heard long back. Cannot give you a specific example though!