शहद-आमेज़ आवाज़ (Shahd-aamez aawaaz)
(Original poetry by @kaunquest)
शहद-आमेज़ आवाज़.. मीठे अलफ़ाज़
वो करे बात तो दिल शाद.. चमन आबाद
Shahd-aamez aawaaz, miTte alfaaz
vo kare baat to, dil shaad, chaman aabaad
Shahd-aamez=honey mixed
alfaaz=words
shaad=cheerful
(image of mogre ke phool a tribute to gulzar's beautiful lines, लब हिले तो मोगरे के फूल खिलते हैं कहीं )
Comments
Umeed hai kharyat say hongay. Aur aap ke blogswara ka sun ker bohat khusee howee. Main ab tak ap ka geet nahee sun saka due to software poblem but i ll give it a listen soon. Umeed aap ke shahd bharee awaz kanoon main rus ghol de gee:)
Aik ghazak aap ke nazar hai, IT's a sarcastic ghazal i hope you will like the tone,
Dulruba cheron pe dil aap he phanika kejye
Husn-e-bay sabaat ke aap he puja kijye
(hus-e-bay sabat--mortal beauty)
Hogaya hai gul fana , haal-e-bulbul daikhye
Kuch dair ko khud ko zara bulbul tassawur kijye (tassawur--imagine)
Tishna labee ka ghum, ab zara na kijye
Nachor ke daman zara , mashroob-e-ashk pijye
(mashroob--drink)
Pancheeyon ke ghol se lilah sabaq kuch sihkye(pancheeyon--birds)
howa gharoob aftab-e-ishq , ab ghar ka rasta lejye
(aftab---sun)
Cheron ke is hujoom main khud ko tanha na kijye (cheron--faces)
Bairukhee mahtab ke taaron se sehna sikhye.
(mahtaab--moon)
By: HAJR
Mazaa aaya ye a Parke. BaDiyaa :)
You should keep writing
kya baat hee baat hai janab....maza aagaya parhkar...
daad kabool farmayein aur zara aur jiyaada...nazar aayein ;)
Cheers