फरेब-ए-नज़र (Fareb-e-nazar)

(Original poetry by @kaunquest)

फरेब-ए-नज़र था दिलासा दिया दंबखुद दिल को हमने
उनकी आँख से निकले इतनी जुर्रत तो आंसू में नहीं

fareb-e-nazar tha, dilaasaa diyaa dam-bakhud dil ko humne
unki aankh se nikle, itni jurrath to aansoo mein nahin

Photo credit unsplash-logoSharon McCutcheon

Comments

Dawn said…
Wah janab kisko daad do samajh nahi aa raha aansoo ya phir oos fareb nazar ki jurrat ko...

mashaAllah bahut khoob :)
Kaunquest said…
@dawn, haan wohi, complexity of emotions. Insaan umr guzaar detaa hai duniyaa ko samajne mein, magar aakhir tak vo khud ko bhi samajh nahin paata.