जादूगरी निगाह की (Jaadoogari nigaah ki)
(Original poetry by @kaunquest)
जादूगरी निगाह की समझाके जाईये
आये है होश में अभी.. अभी न जाईये
Jaadoogari nigaah ki samjhaake jaayiye
aaye hai hosh mein abhi, abhi to na jaayiye...
Photo credit Kat J
Mere hai do sawaal, zindagi... Kaun mai, kya hai zindagi
Comments
At last u posted some stuff...Oops sorry ek shayar ne shayari post ki hai...hmm....
just two lines n that too woooowwwww !!!!
reminded me of Jagjit Singh's Ghazal.....
"hosh walon ko khabar kya zindagi kya cheez hai....ishq kijiye phir samajhiye bekhudi kya cheez hai..."
very well written !!
all d bst !!
keep writing n keep smiling :-)
ne aapko deewana bana diya hai......
Tabhi itne dino se nazar nahi aaye blog ki duniya mein!!
Reminds me Aaj jaane ki zidd na karo !!!
Nice work!
Thanks again. Keep visiting
@amrit, good to see you here buddy after a long time.
@neetika - Hum tho zamaane se diwaane hai :)
farz bhi, karz bhi, dil ye khudgharz bhi..
mujhe kheenchthe hai dhaage aur bhi.
@psycho, bohath khushi hui aapko yahaan dekhke, hum soche ke aap choD chale blog ki duniyaa ko.
well written too!:) Have u listned to the Pankaj udhas ghazal?
Waqth se waqth ki kya shikaayath kare,
Waqth hi na raha, waqth ki baath hai...
waqai u must try...
dheron daad ke saath
Cheers
@dawn, thank u...seeing the response I am tempted. I will write it sometime soon.:)