La-dawaa hai zindagii
La-dawaa hai zindagii.. is marz ka mai kya karuun...
nazar jo aaun kabhii tumhe..to bas ye iltijaa karuun..
shaamil hoon tere waqt mein..ik pal mujhe guzaar do..
hai umr bhar ka dard ye..ik saans mein rihaa karo