insaan hai ret, duniyaa sehraa
badalta rahe iskaa chehraa
ye waqt koii tez hawaa
hamsafar to bohat, safar tanhaa..
badalta rahe iskaa chehraa
ye waqt koii tez hawaa
hamsafar to bohat, safar tanhaa..
इन्सान है रेत, दुनिया सेहरा
बदलता रहे इसका चेहरा
ये वक़्त कोई तेज़ हवा
हमसफ़र तो बोहत, सफ़र तनहा..
3 comments:
humsafar to bohot,safar tanha....bilkul theek.zindagi ki sachchai bhi yahi hai
Aap bahut achha likhte hain likhte rahiye
@Anupama.. bilkul!
@Gopal.. shukriyaa.. aur aap yahaan aate rahiye..
Post a Comment