tujhe chuune se Dartaa hoon, bijlii na utar jaaye seene mein
tujhe dekhaa hi kartaa hoon, bas iskaa hi mazaa haaye jeene mein
reshmi raaton mein aate hain, terii zulf ke naag Das jaate hain
zahareelii yaadon mein GhuTtaa hoon, mai roz hi jeeta hoon, martaa hoon
jazbaa-e-dil ko samjhaa hi nahiin, betaab nazar ko jaanaa hi nahiin
tere saath hii chaltaa rehtaa hoon, phir bhi mai tanhaa hoon, tanhaaa hoon
Wednesday, November 22, 2006
Wednesday, November 08, 2006
raftaar-e-zindagii
raftaar-e-zindagii is tarah baDii
kaaboo mein kuch nahiin, manzoor bekhudii
har Dor ko mai choDke
gir jaaon aasmaan toDke
aa gale lagaa mujhe
haath baDaa tuu pyaar se
sar zameen e zindagiii..
sar zameen e zindagiii
ik jaam aag se bhar ke do mujhe
zindaan mein barf kii kaid kar mujhe
zehreeley hont laa zaraa
maut paas tuu aa zaraa
aa gale lagaa mujhe
mujhko miTaa tuu shauq se
miTaa zaraa yoon bebasiii...
miTaa zaraa yoon bebasiii
- to life & to death
kaaboo mein kuch nahiin, manzoor bekhudii
har Dor ko mai choDke
gir jaaon aasmaan toDke
aa gale lagaa mujhe
haath baDaa tuu pyaar se
sar zameen e zindagiii..
sar zameen e zindagiii
ik jaam aag se bhar ke do mujhe
zindaan mein barf kii kaid kar mujhe
zehreeley hont laa zaraa
maut paas tuu aa zaraa
aa gale lagaa mujhe
mujhko miTaa tuu shauq se
miTaa zaraa yoon bebasiii...
miTaa zaraa yoon bebasiii
- to life & to death
Tuesday, November 07, 2006
Haan unke lab pe...
haan unke lab pe sadaa rukii hai
zubaan pe meraa naam rukaa hai
mai chal rahaa hoon yoon dheere dheere
umeed dil ko ke vo pukaare
vo dekhte hai saagar ki lehren
kabhii vo dil mein bhi jhaank jaate
hazaar armaan machal rahe hain
phir ek tuufaan sa uTh rahaa hai
hai jung aankhon ki aansuoon se
vo dard-e-dil ko chupaa rahe hain
bas ek mauka vo dil ko dete
meri wafaa pe yakeen vo karte
...just another simple song! Infact, its been a while since i got around to writing.
Listen to Azam Khan's beautiful rendition of this one by clicking here ->
Haan unke lab
-Kaunquest
If you liked this, why not read this too
http://kaunquest.blogspot.com/2007/06/zindaa-rakha-ik-pyaas-ne.html
zubaan pe meraa naam rukaa hai
mai chal rahaa hoon yoon dheere dheere
umeed dil ko ke vo pukaare
vo dekhte hai saagar ki lehren
kabhii vo dil mein bhi jhaank jaate
hazaar armaan machal rahe hain
phir ek tuufaan sa uTh rahaa hai
hai jung aankhon ki aansuoon se
vo dard-e-dil ko chupaa rahe hain
bas ek mauka vo dil ko dete
meri wafaa pe yakeen vo karte
...just another simple song! Infact, its been a while since i got around to writing.
Listen to Azam Khan's beautiful rendition of this one by clicking here ->
Haan unke lab
-Kaunquest
If you liked this, why not read this too
http://kaunquest.blogspot.com/2007/06/zindaa-rakha-ik-pyaas-ne.html
Saturday, November 04, 2006
Hai mera dil zaraa bekaraar
Posting the lyrics of 'hai meraa dil'. I remember when I started writing this song, it was a spontaneous flow of thoughts,words and verses. In less than an hour,I was sending an email to Pradip. The response was almost instantaneous, Pradip was already humming a tune..a song was born!
After Shikwe Giley for BLS 1, I think we have moved a step forward with 'Hai mera dil'. The soulful music by Pradip, the magical contributions of William and Bhavya and the amazing voices of Pradip and Swati have given a captivating feel to the song. If you have not already listened to this and all the other wonderful songs of blogswara, please visit http://www.blogswara.in
Please dont forget leave a feedback @ http://unitedinmusic.blogspot.com
(m)
hai meraa dil zaraa bekaraar
ho rahaa der se intezaar
(f)
hai meraa dil zaraa bekaraar
ho rahaa der se intezaar
(m)
kehnii hai aaj to dil ki baat
(f)
rehnaa hai umr bhar unke hi saath
(m&f)
hai meraa dil zaraa bekaraar
ho rahaa der se intezaar
********************************
(m)
sajnaa sawarnaa, balkhaake chalnaa
naazuk adaa se, dil ko churaanaa
gulzaar mere kwaabon ka aangan
jab dheere dheere wo muskuraaye
(f)
wo kwaab(on) mein hai,yaadon mein wo hai
unke liye hai, (ye) saansen ye dhadkan
dil ko manzoor, ye haal-o-qaal
unke dil ko bhi ho ye khumaar
(m)
hai meraa dil zaraa bekaraar
ho rahaa der se intezaar
********************************
(f)
wo dekhte hai to dil pe na kaaboo
aankon mein unkii, hai koii jaaduu
do chaar lamhe, do chaar baaten
inke liye hai ye din raate
(m)
ye saara aalam khaamosh saa hai
waqt rukaa hai, wo saamne hai
hosh mafroor, dil bezubaan
dil mein hi.. reh gayi.. dil ki baat
********************************
(m)
haan meraa dil baDaa bekaraar
thaa mujhe der se intezaar
(f)
kehnii thi aaj to dil ki baat
rehnaa hai umr bhar unke saath
(m&f)
haan meraa dil baDaa bekaraar
thaa mujhe der se intezaar
La la La La…………………………
After Shikwe Giley for BLS 1, I think we have moved a step forward with 'Hai mera dil'. The soulful music by Pradip, the magical contributions of William and Bhavya and the amazing voices of Pradip and Swati have given a captivating feel to the song. If you have not already listened to this and all the other wonderful songs of blogswara, please visit http://www.blogswara.in
Please dont forget leave a feedback @ http://unitedinmusic.blogspot.com
(m)
hai meraa dil zaraa bekaraar
ho rahaa der se intezaar
(f)
hai meraa dil zaraa bekaraar
ho rahaa der se intezaar
(m)
kehnii hai aaj to dil ki baat
(f)
rehnaa hai umr bhar unke hi saath
(m&f)
hai meraa dil zaraa bekaraar
ho rahaa der se intezaar
********************************
(m)
sajnaa sawarnaa, balkhaake chalnaa
naazuk adaa se, dil ko churaanaa
gulzaar mere kwaabon ka aangan
jab dheere dheere wo muskuraaye
(f)
wo kwaab(on) mein hai,yaadon mein wo hai
unke liye hai, (ye) saansen ye dhadkan
dil ko manzoor, ye haal-o-qaal
unke dil ko bhi ho ye khumaar
(m)
hai meraa dil zaraa bekaraar
ho rahaa der se intezaar
********************************
(f)
wo dekhte hai to dil pe na kaaboo
aankon mein unkii, hai koii jaaduu
do chaar lamhe, do chaar baaten
inke liye hai ye din raate
(m)
ye saara aalam khaamosh saa hai
waqt rukaa hai, wo saamne hai
hosh mafroor, dil bezubaan
dil mein hi.. reh gayi.. dil ki baat
********************************
(m)
haan meraa dil baDaa bekaraar
thaa mujhe der se intezaar
(f)
kehnii thi aaj to dil ki baat
rehnaa hai umr bhar unke saath
(m&f)
haan meraa dil baDaa bekaraar
thaa mujhe der se intezaar
La la La La…………………………
Wednesday, November 01, 2006
Blogswara 2 has arrived
Dear Friends, Yes... BLS 2 is now online. Hope you will enjoy listening to our songs over and over :)) Please do give us your valuable feedback and spread the word too.
Visit http://www.blogswara.in to listen and download the songs. We have also got dial-up version of the songs this time.
Visit our blog http://unitedinmusic.blogspot.com and post your comments
Visit http://www.blogswara.in to listen and download the songs. We have also got dial-up version of the songs this time.
Visit our blog http://unitedinmusic.blogspot.com and post your comments
Subscribe to:
Posts (Atom)