ज़रा मैं तो सो गया (Zara mai to so gaya... complete!)






लगता है थम गया.. बेकार हो गया

इक उम्र केलिए ज़रा मैं तो सो गया










(Original poem by @kaunquest)

लगता है थम गया.. बेकार हो गया
इक उम्र केलिए ज़रा मैं तो सो गया

दोस्ती नहीं नहीं
दुश्मनी नहीं नहीं
आशकी नहीं नहीं
बंदगी नहीं नहीं
रिश्तों के हाथ लूट गया
टुकड़ों में कबके बटगया

बेबसी नहीं नहीं
बेकसी नहीं नहीं
बेचैनियां नहीं नहीं
बेकली नहीं नहीं
दर्द का ज़माना गया
मैं गया.. मेरा दिल भी गया

जागना नहीं नहीं
देखना नही नहीं
सोचना नही नही
जानना नहीं नही
ज़िंदगी ये क्या होगया
उक्ता गया मैं उक्ता गया

lagtaa hai tham gaya, bekaar ho gaya
ik umr keliye zara mai to soo gaya

dosti nahin nahin, dushmani nahin nahin
aashiqui nahin nahin, bandagii nahiin nahiin
rishton ke haath luT gaya
TukDon mein kab ke baT gaya

bebasi nahin nahin, be-kasi nahin nahin
becheniyaan nahin nahin, be-kali nahin nahin
dard ka zamaana gaya
mai gaya, mera dil bhi gaya

jaagna nahin nahin, dekhna nahin nahin
sochna nahin nahin, jaan-na nahin nahin
zindagi, kya ho gaya
uktaa gaya mai uktaa gaya...

photo credit unsplash-logoben o'bro

Comments

..... said…
nice one keep it up
Arti Honrao said…
Dekh ke duniya mein chipe gamo ko
Hum raaton ko rote rahe
harr rishtey ko rakhkarr alag khudse
Unki pehchaan khojte rahe
Jab bhi akele rehna chaha
duniya mehfil jamaati rahi ird-gird
aur na chahte hue bhi hum harr rishtey mein batteh rahe...


Arti
Kaunquest said…
@Shals, thank u :-)

@amrit, Will do and thank u. I read your latest post - Good one!

@arti -
wah, wah.. kya baath hai.

Popular Posts